Page

Thursday 7 March 2013

kuch ankahi...

humein b kaha pata tha kidhar jayenge hum
bus tumhare saath ko dhundhti chaya ne hum safar bana diya
na krte hue bhi saath dene ka vaada krva diya
hairan si reh gyi mein jub tumne haath thaam aage badhna sikha diya
palko se aansu hata adharo ko muskurana sikha diya
choti si zindagi ko tumne hamara swarnim jahan bana diya....




No comments:

Post a Comment